People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Neki Aur Badi El Dinn
Singer: Nitin Mukesh
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Shabnam Karwari
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Neki-Aur-Badi-Ek-D
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
are neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi

dost bana ke daga na de pyar jata ke saja na de
are dost bana ke daga na de pyar jata ke saja na de
chhal ki maari raho se daman bacha gunaho se
jo kuch kiya saha tune sath tere kal jayenga
karm ka fal payenga
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi

man ki aasha tod na de kisi ki aasha chhod na de
man ki aasha tod na de kisi ki aasha chhod na de
din kisi dukhiya par karm kisi par kiya to kar
do gaj kafan ki kimat kya kyu itna dhan joda
sabne jag ko chhoda
sabko hisab dena hai sabko jwab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi jayegi
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
Gham Ka Sataya Hua
Singer: Nitin Mukesh
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Shabnam Karwari
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Gham-Ka-Sataya-Hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua

shayad mere hath me jeet ki rekha nahi
jo bhi maine chaha use hote huye dekha nahi
pa saka na mai use jo bhi mujhe pyara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua

jane kya kya dil me tha
khab the arman the
kya khabar thi ye tabahi ki meri saman the
rah gaye bhanwar me hum dur ab kinara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
Dekhiye Aaj Mehfil Me
Singer: Jani Babu
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Aish Kanwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Dekhiye-Aaj-Mehfil
dekhiye aaj mehfil me
hum to hoke bindas aaye huye hai
dekhiye aaj mehfil me
hum to hoke bindas aaye huye hai
leke jayenge apni dulhaniya dulhaniya
leke jayenge apni dulhaniya
sath barat laye huye hai
sath barat laye huye hai
sath barat laye huye hai
leke jayenge apni dulhaniya

aakhiri waqt hai fikar dil ko
ab janaja uthega ye kaise
aakhiri waqt hai fikar dil ko
ab janaja uthega ye kaise
ab janaja uthega ye kaise
jitne aaye hai mayat me meri
ye jitne aaye hai mayat me meri
sab ke sab hi lagaye huye hai
sab ke sab hi lagaye huye hai
sab ke sab hi lagaye huye hai
jitne aaye hai mayat me meri

mere dil ki tassali ki khatir
usne kasid se kahkar ye bheja
mere dil ki tassali ki khatir
usne kasid se kahkar ye bheja
usne kasid se kahkar ye bheja
ki teri mehfil me kal aayenge hum
teri mehfil me kal aayenge hum
aaj mehandi lagaye huye hai
aaj mehandi lagaye huye hai
aaj mehandi lagaye huye hai
ki teri mehfil me kal aayenge hum

aaj kal shaikho pandit ki baate
tauba tauba are tauba tauba
aaj kal shaikho pandit ki baate
tauba tauba are tauba tauba
tauba tauba are tauba tauba
kaun ungli uthayega in par
kaun ungli uthayega in par
ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
kaun ungli uthayega in par
tauba tauba are tauba tauba
tauba tauba are tauba tauba
tauba tauba are tauba tauba
tauba tauba are tauba tauba
tauba tauba are tauba tauba
ye tauba tauba are tauba tauba

tune daulat ke liye becha hai imaan yaha
ye nahi socha ke do din ke hai mehman yaha
shano shaukat ke liye muft me tum marte ho
maut ko bhul ke kyu
julmo sitam karte hai
julm phir julm hai
sar chadhke sadaye dega
tumko is daur ka kanun sazaye dega
garm adqo se hai kai labrej kai jaamo subu
tumne bhar rakha tijori me
garibo ka lahu
aaj mahlo me jara aag lagakar dekho
chandi sone ki salakho ko dabakar dekho
inse tapkega garibo ka lahu yaad rahe
tumne chaha ke sada hontho pe fariyad rahe
ab ye fariyad uthi kahar ka tufa bankar
aur koi chattan ise rok na payegi
magar har sitamgar ke mukabil me hai aakar thahra
chhin kar fenk diya jayega nakli chehra
ye mandir wo masjid ke haqdar dekho
bane aake mehfil me makkar dekho
hai chehro pe inke sharafat ka gaja
magar zakhm dete hai har waqt taza
ye jar pujari ye dhan ke hai lobhi
ye sunte hai matlab ki baat ho jo bhi
ye hauaa ki aulad sita ke bete
fakat apni baaho me daulat samete
ye kiya hai inhe log kam jante hai
ye gaddar hai inko hum jante hai
haqiqat hai kya inki hum bolte hai
bhram inki baato ka hum kholte hai
watan me jo gaddar hai inke jaise
samaj aise dushman ko chhodega kaise
jo mauka mile to watan bech daale
watan bech daale watan bech daale
mauka mile to
jo mauka mile to watan bech daale
ye murdo ke tan ka kafan bech daale
kafan bech daale kafan bech daale
ye murdo ke tan ka kafan bech daale
are kaun ungli uthayega in par
ab kaun ungli uthayega in par
ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
o ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
o ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
o ye to ganga nahaye huye hai
ye to ganga nahaye huye hai
Jo Tu Aaye Hanare Ghar Me
Singer: Dilraj Kaur
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Aish Kanwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Jo-Tu-Aaye-Hamare-
jo tu aayi humare ghar me
lo faila aaj ujiyara
lo faila aaj ujiyara
jo tu aayi humare ghar me
lo faila aaj ujiyara
lo faila aaj ujiyara
jo tu aayi

leke bahare sang tu jo chali aayi re
maine bhi khushiyo ki mehfil sajai re
baaho me lu ya tujhe dil me bithau main
kitna hai pyar tujhe kaise batau main
kitna hai pyar tujhe kaise batau main
mere jivan ki bagiya me
khila phul ye pyara
lo faila aaj ujiyara
jo tu aayi

munni to pyari pyari taaro ki hi rani hai
tu meri chahat ki pahli nishani hai
daddy ki pyari hai tu
mummy ki dulari hai
tune hi daman ki duniya sanwari hai
tune hi daman ki duniya sanwari hai
tera ye phul sa mukhda
meri aankho ka hai taar
lo faila aaj ujiyara
jo tu aayi

beti hai meri lekin dhan to paraya hai
jag me ye sadiyo se hota hi aaya hai
mehandi rachake pi ke sang chali jayegi
munni ki yaad hume aake satayegi
munni ki yaad hume aake satayegi
yahi phir milke gayega
tera sasural bhi sara
lo faila aaj ujiyara
jo tu aayi humare ghar me
lo faila aaj ujiyara
ll la ll la
Jane Teri Bato Me Jadoo
Singer: Dilraj Kaur
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Aish Kanwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Jane-Teri-Baton-Me
jaane teri baato me kaisa ye jaadu hai sanam
gaya dil haatho se mera bhi allah re kasam
nain kahe tu hi to hai
jaane chaman gulbadan
jaane chaman gulbadan

jaane teri baato me kaisa ye jaadu hai sanam
gaya dil haatho se mera bhi allah re kasam
nain kahe tu hi to hai
jaane chaman gulbadan
jaane chaman gulbadan

masti dil mai jaagi
me to teri ho gayi
jaadu aisa jaaga
me bhi kahi kho gayi
jara meri aankho se dil ki tu raaho me aaja
aanaa hai to meri tu reshmi baaho me aaja
kahe dil masti bhari tu nigaho me aaja
tu jo mile to mai duniya se dil me chhipaa lungi tujhko sanam
jaane tere baato me kaisa ye jaadu hai sanam

taubaa mai khadi hu kab se tere saamne
mujhko kar diya hai pagal tere naam ne
teri meri chhahat ko jaane na bairi jamaanaa
kahi tu bhi duniya ki baato se dhokha naa khanaa
sunle mere hotho pe aaj hai yahi taraana
chhahat ki duniya me rakha hai maine bhi aaj ye pehlaa kadam
jaane teri baato me kaisa ye jaadu hai sanam
gaya dil haatho se mera bhi allah re kasam
nain kahe tu hi to hai
jaane chaman gulbadan
ho ho jaane chaman gulbadan

jaane teri baato me kaisa ye jaadu hai sanam
gaya dil haatho se mera bhi allah re kasam
nain kahe tu hi to hai
jaane chaman gulbadan
ho jaane chaman gulbadan
Ghaflat Me Sone Walo
Singer: Mohammad Rafi
Music: Jitin Shyam
Lyricist: Aish Kanwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Abu-Kaliya/Ghaflat-Mein-Sone-
ghaflat me sone walo rab ne tumhe pukara
uthkar zara to dekho kudrat ka ye nazara
rahmat ka ujala chhaya allah ne ye farmaya
utho ae momino wahe ramjan aaya
utho ae momino wahe ramjan aaya
rahmat ka ujala chhaya allah ne ye farmaya
utho ae momino wahe ramjan aaya
utho ae momino wahe ramjan aaya

khuda momino par fida ho raha hai
magar tu abhi bekhabar so raha hai
khuda momino par fida ho raha hai
magar tu abhi bekhabar so raha hai
ghadi ye mukadas tu kyu kho raha hai
ghadi ye mukadas tu kyu kho raha hai
hai sare namazi jage rahmat bhi khadi hai aage
utho ae momino wahe ramjan aaya
utho ae momino wahe ramjan aaya

rut hai farba roza yaha har basar par
kayamat ke muh apne daman me bhar kar
yahi ne kiya sabko ab to jana hai lekar
ye barkat ki rate ye din hai manuvar
khuda aaj rahmat lutata hai ghar ghar
hua band dekho gunaho ka daftar
bichha di faristo ne rahmat ki chadar
bichha di faristo ne rahmat ki chadar
urhan ke piece ye tare ramjan me rab ne utare
utho ae momino wahe ramjan aaya
utho ae momino wahe ramjan aaya
wahe ramjan aaya wahe ramjan aaya
wahe ramjan aaya wahe ramjan aaya